Kaleem Hyderabadi

ايک غزل براے تنقيد و اِصلاح

غــــــــــــــــــــزل
 
 دِل کي اُداسيون نے يون جينے دِيا مجھے
 تا عُمر زہر جُدائي کا پينے دِيا مجھے
 
آنسو دبے ہوے ہين اَب پلکھون کي آڈھ مين
رُسوائيون کے ڈر نے نہ رونے دِيا مجھے
 
مجھہ کو خبر نہين کے سفر کب ختم ھوا؟
دو قدم بھي تو ساتھہ نہ چَلنے دِيا مجھے!
 
اُنکي حياتِ زندگي تو پُھولون پہ کٹ گئي!
پَر يادون کي گرم آگ پہ جَلنے دِيا مجھے!
 
تجھہ کو دِلاتا کيسے يقين اَپني وفا کا مين؟
خُد کي دِفع مين کچھہ بھي نہ کہنے دِيا مجھے!
 
مِلنے تھے بھلا کيسے يون ہي فُرقت کے رات دِن؟
تير ِ نظر کے گھاؤ وہ اَب سينے دِيا مجھے
 
دُشمن چھوپے ھوے ہين شريفون کے بھيس مين!
کِس کے تھا نام خُون ِ جِگر؛ کِس نے دِيا مجھے؟  
 
شبِ غَم کي سلوٹون مين ہے اِک عجب کا مزا  کليم!
مرنے کي اُمّيدون نے کوين جينے دِيا مجھے؟
 
کليم حيدرآبادي

Koi shikwa, na shikayat karengey,
Hum terey zulm ki himayat karengey,

Lakh duniya baney teri dushman,
Terey haq main hi baghavat karengey

Too badal jaaye gar nigaah apni!
Phir bhi tujhsey na adawat karengey?

Unko samjhayengey her shaher jaa kar,
Jo teri rahon main rukawat karengey

Wo maseeha agar chey hai qatil!
Uskey badley main saqawat karengey

Jo lagey hain us teer-e-nazar ke KALEEM,
Un sabhi zakhmon ki silawat karengey

Har ek sawal ka usko jawab kya deti?
Main apni zaat ka usko hisab kya deti?

Jo ek lafz ki khooshbu na rakh saka mehfooz!
Main us ke hath mein puri kitab kya deti?

----------------------------------------------------------------

Dard-e-sir lekey phir sey aaya hai,
Woh nahin hai? To kisa saaya hai!

Umr bhar ka hisaab hai bahut mushkil
Ke humney kay khoya aur kya paya hai!

Poochtey hain sabhi ye kyon mujh sey?
Be-wafaa

------------------------------------------------------------------

GHAZAL
 
Main her dard ka apney hisaab kya likhta!
Her ek sawaal ka uskey jawaab kya likhta!
 
Jisney lafzon se mere mere dil ko kiya majrooh,
Phir uskey haq main farishta sawaab kya likhta!
 
Yun zulm ki had sey guzarna hai tamanna jinki,
Aisey bandon ko koi izzat-ma'aab kya likhta!
 
Jinkey daman main sada pakeezgi ki khusboo ho,
Unki seerat ko bhala main kharab kya likhta!
 
Uski aagosh main guzarti hai meri sham-o-saher,
Main us ke shaher ko dasht-o-toraab kya likhta!
 
Wo taghaful main deta nahin mere khat ka jawaab,
Phir aisey shaqs ko main istejaab kya likhta?
 
KALEEM bhola nahin hai ab tak takhaiyyul uska,
Zard phoolon ko bhala too gulaab kya likhta!

Watan parast hain hum bhi, watan hamara hai,

Yun na tum kehna ye ke sirf tumhara hai,

Jaan dey kar hum ney chukaai hai qeemat iski,

Sir kata kar bhi bachaai hai azmath iski,

Mauj-e-darya hain hum, to ye ek kinaara hai,

Hum be-saharon ka, ye watan hi ek sahara hai.

Tum nahin jaantey per tareeq gawahi deti hia,

Kya ye awaaz kabhi tumko bhi sunaai deti hai?

Daur-e-mushkil mey bhi thami thi hunmey dor iski,

Kis ki jurrat thi, ke dekhta koi oor iski?

Hamarey saamney dushman ticknahin paatey they,

Acchey acchon ke zamin sey paaon ukhad jatey they.

Hum wo baaghbaan hain jisney seencha isey lahoo dekar,

Khud parishaan bhi huwey apna zehn-o-sakoon dekar,

Apney maal-o-aulad per bhi hamney tarji isko di,

Apney armaan diye, aur apni marzi isko di,

Tumhen paata hi nahin ke hamara daur kaisa tha?

Adal-o-insaaf tha, aur misl-e-khusboo jaisa tha.

Ab wo daur nahin, takht nahi, aur taj nahin,

Koi musalmaan bhi khushaal magar aaj nahin,

Dilon mey khwab liye maazi ka jiye jaatey hain,

Watan ki chaah ka ek farz kiye jaatey hain,

Tohmat lagatey ho phir kyun hum per ghaddari ki?

Kya kabhi suni hi nahin dastaanen wafadari ki?

Tum ho ghuncha jo iska, to gulistaan hain hum,

Apney maujooda haalaat per pashimaan hain hum,

Jab kabhi shaan-e-watan mushkil me aajati hai,

Hamarey dil sey bhi ek cheekh nikal jaati hai,

Kyun nahin dikhta hamara jazba-e-watan tumko?

Hamara pyar aur justaju-o-jatan tumko?

Hamey mila hai sila aaj hamari chahat ka,

Kya koi din bhi kabi muyassar huwa hai raahat ka?

Phir bhi chodengey na ye ulfat-e-dayaar apna,

Hum marker bhi nibhayengey jo hai pyaar apna,

Hamari naslen jo guzri hain, jo aaney wali hain,

Rah-e-gaddari sey yakeenan wo khaali hain.

Kaleem kuch na kaho, kehney ki zarorat hi nahin,

Koi mitadey tumhen aisi kisi ki jurrat hi nahin,

Sir pey kafan liya ab haalaat sey takraao tum,

Apney khaliq ki taraf aaj to laaut aaoo tum?

Baazu-e-ekjehti main tum dekhna kya taqat hogi?

Tumhey watan sey nikaaley, phir kiski himaqat hogi?

Zindagi Tangi-e-Tasalsul ka hunar rakhti hai,
Jab duwa dil se nikalti hai asar rakhti hai.

Mere naseeb main ruswaiyaan sahi lekin,
Her andheron pe ujaley to saher rakhti hai.

Yun to ghamon ka shumaar bahut mushkil hai dost,
Ek khoshi zahen per, kahin ummeed magar rakhti hai.

Apney kiye ka mustahiq, yaqinan her shaqs hai yahan,
Khuda ki rahmat to magar sab pe nazar rakhti hai.

Meri awaaz, dabi dabi thi, magar shayed suni usney?
Kyon yehi soonch, ab mere dil pe qaher rakhti hai?

Zakhm lagey hain kayee, tumhey kyunkar dikhaon main?
Meri ye rooh to bahut bardaasth-o-jigar rakhti hai.

Ye ek imtihaan hai, to khudsoz  na hona KALEEM,
Fateh momin ko faqad shukr-o-sabar rakhti hai.

By:
Kaleem Hyderabadi